Film :- Vardi Wala Gunda
Singer :- Nand Kumar Rathod
Company/Label – Wave Music
Apna chehra aaine me dekhti kyun bar bar - 2
Kya tumhe hota nahi hai - 2
Meri nazar pe aitbaar

Khushbu gulshan me tumhi se or chaman me taazgi
Har ada teri jahan ko deti hai deewanagi
Hushn tera ek nasha hai - 2
Karta jo dil bekarar

Kaise keh dun be adab hai dillagi dildaar ki
Aapki aankhon me chahat hai hamare pyaar ki
Bolti hain sach nigaahein - 2
Palako mein palata hai pyaar