Hot!

Aye Khuda Teri Kaisi Khudai Hai (Gunjan Singh) - Dehati Lyrics

Album :- Chudi Tutal Kalaiya Me Song :- Khuda Teri Kaisi Khudai Singer :- Gunjan Singh Lyrics :- Hareram Hasmukh Music Director :- Shankar Singh Company/ Label :- Wave



Aye khuda teri kaisi khudaai hai
Tune kaisi ye duniya banaai hai
Ho..ho...han...han...

Aye khuda teri kaisi khudaai hai
Tune kaisi ye duniya banaai hai
Pyaar karne waalon ko sataya ja rha hai - 2
Kyun mohabbat ka naksha mitaya ja rha hai - 2

Deewaane ke dil pe log patthar chalaate hain,
Pyaar ka kadar koi kar nahi paate hain - 2
Premi premika ko kitna rulaaya ja rha hai - 2
Kyun mohabbat ka naksha mitaya ja rha hai - 2

Pyaar kya kasoor hai jo log is se ladte hain,
Tu hi bata de rabba gunjan maru kehte hain - 2
Pyaar aag laga ke jalaya ja rha hai - 2
Kyun mohabbat ka naksha mitaya ja rha hai - 2

Aye khuda teri kaisi khudaai hai
Tune kaisi ye duniya banaai hai
Pyaar karne waalon ko sataya ja rha hai - 2
Kyun mohabbat ka naksha mitaya ja rha hai - 2